Hume bhi sambhal jaane ka hunar aata hota

Hume bhi sambhal jaane ka hunar aata hota,
Yun is tarah main jahan mein bikharta na jata.

Mere katil bhi pareshan hai mere chahne walon ki dua se,
Jab bhi vaar karte hain khanjar toot jate hain.

Mujhko pana hai to mujh mein utar kar dekho,
Yun kinaron se samudra ko dekha nahi jata..

Comments

Popular posts from this blog